Shakshi Bhav Ka Dhyan : Meditation of playing witness role.


viewed=1694






Jeevan ka pratyek upkarm hame ek sanskar deta hai. Karm sanskar ko hame bhogna hi padega. Sirituality ek aisi taknik dhudni padegi jisse karm to kare par sanskar na ho. Dhyan se hum apne ko darpan ki tarh saf suthara bana sakte hai. Dhyan hamare achetan ka sanskar, Man-darpan ko saf karne ki vritti. Chaitanya se judna tabhi sambhav hai jab asakti se mukt hoge. Dhyan Asakti se chutkara dilata hai. Man kathinta se vash me ata hai, ise abhyas aur vairagya se ata hai. Dhyan ki suruat me dhyeya ke sath rae.. ekagrata , sthirata, jagriti, vilaya hi jana. Dhyan ekagrata se jagriti ki or jate hai. Dhyan me safal hone k liye jeevan me sharte mat laado. Chaitanya se judne k liye asakti se mukt hona hoga. Dhyan asakti se chutkara dilakar purna vishranti me lata hai

Release date : 30-11--0001

Write Your Comments Here: